Friday 15 February 2013

Socha aap say baaat karoon,

Socha aap say baaat karoon,

Phir soocha, ek mulaqaat karoon,


Phir soocha, kyun na intezaar karoon,


Phir soocha, kyun na ek kaam karoon,


Ek piyaara sa sms aap ke naam karoon,

Aashiq ne pucha Khuda Se

     Aashiq ne pucha Khuda Se ,
 

Tune duniya Ko payaar Ka

 dushman Kyu bana diya ?? ,

Khuda bola aashiqo ne

 kaunsa mera saath accha kiya

 unhone ne bhi toh yaar ko
 khuda bana diya :) ♥       

Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai

Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai,
Sache dil se sath de to naseeb bhi badaljata hai,
Pyaar ki rahon par mil jaye sacha hamsafar,
To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai…

Hamare iss sawal ka jawab kya doge

Kaanto ke badle phool kya doge
Aansoon ke badle khushi kya doge
Hum chahate aap se umar bhar ka saath
Hamare iss sawal ka jawab kya doge…

Thursday 14 February 2013

Hume har kadam per aapki Zarurat hai.

Apke aane se zindagi kitni Khubsurat hai,
Dil me basi hai jo wo apki hi Surat hai,
Door jaana nahi humse kabhi bhulkar bhi,
Hume har kadam per aapki Zarurat hai.

More