Showing posts with label Dard. Show all posts
Showing posts with label Dard. Show all posts

Thursday, 2 January 2014

हर धड़कन की बस इतनी ख्वाहिस है

हर धड़कन की बस इतनी ख्वाहिस है ......
एक बार आ जाओ सांस रुकने से पह्ले ........
बहुत तड़पा है तन्हा दिल बेचारा...
एक बार मान जाओ आंख बंद होने से पहले...

संगदिल ज़माना है दो चेहरे हैं सभी के
कभी इन चेहरो पर भरोसा न करो
यकीनन ज़लते हैं हमारे रिस्तो को सब
किसी के कहने को तुम यूँ सुना करो ......

बहुत ही  कम है ज़िंदगी हमारी
इसे रूठने मनाने मे ज़ाया न करो
तुम्हारी बेरुखी मेरी ज़ान ले लेगी
इस दुनिया से दूर कभी फिक्र मेरी भी करो

हर धड़कन की बस इतनी ख्वाहिस है ......
एक बार आ जाओ सांस रुकने से पह्ले .......

हर धड़कन की बस इतनी ख्वाहिस है

हर धड़कन की बस इतनी ख्वाहिस है ......
एक बार आ जाओ सांस रुकने से पह्ले ........
बहुत तड़पा है तन्हा दिल बेचारा...
एक बार मान जाओ आंख बंद होने से पहले...

संगदिल ज़माना है दो चेहरे हैं सभी के
कभी इन चेहरो पर भरोसा न करो
यकीनन ज़लते हैं हमारे रिस्तो को सब
किसी के कहने को तुम यूँ सुना करो ......

बहुत ही  कम है ज़िंदगी हमारी
इसे रूठने मनाने मे ज़ाया न करो
तुम्हारी बेरुखी मेरी ज़ान ले लेगी
इस दुनिया से दूर कभी फिक्र मेरी भी करो

हर धड़कन की बस इतनी ख्वाहिस है ......
एक बार आ जाओ सांस रुकने से पह्ले .......

हर धड़कन की बस इतनी ख्वाहिस है

हर धड़कन की बस इतनी ख्वाहिस है ......
एक बार आ जाओ सांस रुकने से पह्ले ........
बहुत तड़पा है तन्हा दिल बेचारा...
एक बार मान जाओ आंख बंद होने से पहले...

संगदिल ज़माना है दो चेहरे हैं सभी के
कभी इन चेहरो पर भरोसा न करो
यकीनन ज़लते हैं हमारे रिस्तो को सब
किसी के कहने को तुम यूँ सुना करो ......

बहुत ही  कम है ज़िंदगी हमारी
इसे रूठने मनाने मे ज़ाया न करो
तुम्हारी बेरुखी मेरी ज़ान ले लेगी
इस दुनिया से दूर कभी फिक्र मेरी भी करो

हर धड़कन की बस इतनी ख्वाहिस है ......
एक बार आ जाओ सांस रुकने से पह्ले .......

Thursday, 31 January 2013

kabhi to in ankho me jhank kar dekh......

kabhi to in ankho me jhank kar dekh........

isme agar dard hai to iski wajah tu hai.........

kabhi to mere dil me uter kar dekh....

isme agar tadap hai to iski wajah tu hai.......

yu to gam hi gam hai meri zindagi.....

chal rahi hai agar saanse to bus itna samajhlo......


iski wajah tu hai iski wajah tu ha.............

apni ahsaso ko likhta hu to kahte ho dard likhta hai.

apni ahsaso ko likhta hu
 to kahte ho dard likhta hai.....
 zindagi ki haqiqat ko likhta hu
 to kahte ho dard likhta hai.......

 pahle dil me apna pyar jagate ho..... 
sath jiyenge marenge kasame khate ho.....
 phir achanak kisi gair ke liye dil tod jate ho...... 

 teri in bewfai ko likhta hu
 to kahte ho dard likhta hai .....
 haqiqat zindagi ki likhta hu
 to kahte ho dard likhta hai....... 

khusiyo ki rani ho tum
 dard kya janoge ....
 pariyo ki kahani ho tum
 dard kya janoge....
 lakho deewane ghumte ho
 jiske ird gird husn ki aisi jawani ho tum
 dard kya janoge ..... 

dard wo nahi jo jajbato me dikhta hai ..... 
dard wo nahi jo dil me pasizta hai .... 
dard wo hai jo  rato ko sone nahi deti ....
dard wo hai jo bheed me bhi kisika hone nahi deti .....
 marne to deti nhai hai kambhkt  jeene bhi nahi deti.....

 dard wo hai jo dil ko tadpata hai ....
dard wo hai jo subah sham rulata hai.....
dard wo hai jo ankho ko khalti hai .....
dard wo hai jo seene ko jalti hai ..... 
dard wo hai jo nabzo me bahti hai ....
dard wo hai jo nakami ko kahti hai..... 

phir isi nakami ko likhta hu 
to kahte ho dard likhta hai.... 
 hakikat zindagi ki likhta hu
 to kahte ho dard likhta hai

Saturday, 8 December 2012

Ye Akhri Nishani Hai

Ye Zindagi Meri Zindagi  Nhi


 Gamo Ki Chalti  Ek Kahani 

Hai


 Bhula To  Du  Is Bahte Dard 

ko 


Lekin  Meri Mahbooba Ki


"Ye Akhri Nishani Hai"

bedardi tere dard ko phir sahne ko dil kahta hai

Ab ye tere ishq ka jadu hai 
ya hai  dil ka pagal pan

ab bhi tere  ulfat ko 
maf karne ko dil kahta hai

lagta hai ye nasha hai tere ishq ka ki 
jo abhi tak nhi utra 

bedardi tere dard ko phir sahne ko 
 dil kahta hai

Thursday, 6 December 2012

meri shayri mere dard ki awaj hai.


meri shayri mere dard ki awaj hai.............

bhool se bhi kbhi ise mera shauq na samajhna..

ye to amanat hai kisi bewafa jalim ka

bhool se bhi kabhi ise mera mauz na samjhna........

Wednesday, 5 December 2012

Tamannao ki mahfil ho, wafaaon ki ruswai ho

Tamannao ki mahfil ho,
 wafaaon ki ruswai ho
.Ek ghadi jindagi m aisi aaye,
 jaha khushiyon m bhi tanhai ho.

Akela rah jaau
 laakhon sitaaron k samandar m bhi
 Or mjhe chahne wale hr dilo m
,Sirf yaadon ki gahraai ho.
Or mjhe chahne wale hr dilo m,
Sirf yaadon ki gahraai ho

.Gar rahmat kare mere maula to
,itni raja poori kr lu.
Ki didar karun m unka, to
 aankhein unki bhar aayi ho.

Or agar fir bhi na tute 
sama didar-e-mohabbat ka.
Or agar fir bhi na tute sama 
didar-e-mohabbat ka.To

 doob jaye is qadar hm dono,
 ki bahar nikalna bhi bewafai ho
.Tannao ki mahfil ho,
wafaon ki ruswai ho.

Dard Kya Hota Hai Tanhai Kisay Kehtay Hain

Ab Jo Bichray Hain To
 Ehsaas Hua Hai Hum Ko
Dard Kya Hota Hai 

Tanhai Kisay Kehtay Hain

Char Sau Gunjti

 Ruswai Kisay Kehtay Hain
Ab Jo Bichray Hain To

 Ehsaas Hua Hai Hum Ko
Koi Lamha Ho to

 Teri Yaad Mai Kho Jatay Hain
Ab To Khud Ko Bhe Muyassar

Nahi Aaa Patay Hain
Raat Ho Din Ho
 Tere Pyar Mai Hum Behtay Hain
Dard Kya Hota Hai 
Tanhai Kisay Kehtay Hain
Ab Jo Bichray Hain To
 Ehsaas Hua Hai Hum Ko

Woh Jo Ghum Aye
 Usay Dil Pay Saha Kertey Thay
Aik Saath Hum 
Mil Ker Raha Kertey Thay
Ab jo Akelay He Zamanay
 Ke Sitam Sehtay Hain
Dard Kya Hota Hai Tanhai
 Kisay Kehtay Hain
Ab Jo Bichray To
 Ehsaas Hua Hai Hum Ko

Hum Nay Khud Apni
 Raahon Mai Bichaye Kantay
Gher Mai Phoolon Ke Jagah
 La Ker Sajaye Kantay
Zakham Iss Dil Mai Basaye
 Howe Khud Rehtay Hain
Yun Toh Duniya Ki
 Har Cheez Haseen Hoti Hai
Pyar Say Maghar
 Kuch Bhe Nahi Hoti Hai
Rastah Rok Kay Har
 Aik Say Yehi Kehtay Hain

Ab Jo Bichray Hain Toh
 Ehsaas Hua Hai Hum Ko
Dard Kya Hotah Hai 
Tanhai Kisay Kehtay Hain
Char So Gunjti Ruswai
 Kisay Kehtay Hain
Ab Jo Bichray To
 Ehsaas Hua Hai Hum Ko

Sunday, 2 December 2012

khuda hai jo mujhe kabhi marne nhi deta.

ek tu hai jo 
lakh bulane par bhi nhi ate  ..........
 

ek tera gam hai jo
  bin bulaye satane chale ata hai...............

ek ye dil hai jo 

tere nam par chalta hai................
 

ek tera dil hai jisme 
kisi aur ka arju palta hai.............

ek mai hu jo ab bhi bhi 

tera intjar karta hu..............

ek ye duniya hai jo ab bhi

 mujhe badnam karta hai..........


ek tera pyar hai jo 

mujhe kabhi jeene nhi deta ...............
 

ek ye khuda hai jo mujhe
 kabhi marne nhi deta.............

Saturday, 1 December 2012

Dil use do jo pyar janta ho

Phool use do jo
 Bahaar janta ho.

Dard use do jo 

Karaar janta ho.

Waqt use do jo 

Intezar janta ho 

aur

Dil use do jo  

pyar janta ho

Khush raho humain tanha chor kr jane wale

Naye khawab palkon pe sajane wale
Khush raho humain tanha chor kar jane wale,
 

Main tumhe bhool kar zinda rahon,
...Kya kahenge zamane wale,


Hansta chehra dekh kr khush na howa kr
Dil main dard rakhte hain muskrane wale,
 

Tumhe khud se fursat nahi mili,
Ek hum bhi thy tere chahne wale,


Mujhe ye jaan kar aaj bohat dukh howa,
Afsurda hai hum se daman churane wale,


Kuch yadain hoti hain dil se lagani wali,
Kuch log hote nahi bhulane wale..

More