Thursday 31 January 2013

kabhi to in ankho me jhank kar dekh......

kabhi to in ankho me jhank kar dekh........

isme agar dard hai to iski wajah tu hai.........

kabhi to mere dil me uter kar dekh....

isme agar tadap hai to iski wajah tu hai.......

yu to gam hi gam hai meri zindagi.....

chal rahi hai agar saanse to bus itna samajhlo......


iski wajah tu hai iski wajah tu ha.............

No comments:

Post a Comment

More