Yun to darta hai dil …….
Izhar –e - pyar me sanam
Lekin tum bhi itne nadaan nahi
Jo nigaho ki juba na smajh
sako…….
Yun to darta hai dil……..
Nazdeek ane me sanam
Lekin hum itne bhi door nhi
Jo tum hame mahsoos na kar sako……..
Yun to darta hai dil….
Kho dene ko tujhko mere sanam
Lekin mera pyar itna bhi
uljha nahi
Jo tum ise suljha na sako…………
No comments:
Post a Comment